Archive for the 'Urdu Shayari' Category

Khushi Mubarak Ho

Sunday, October 16th, 2011

Mere azeez tujhe yeh khushi mubarak ho Naye bahaar naye zindagi mubarak ho Is se pahly k teri chashmain karam Mahzerat ki nigah ban jaye Pyar dhal jaye mere ashkoon main Aarzo eik ahh ban jaye Muj pe a jaye ishq ka ilzaam Aur tu beygunah ban jaye Main tera shehar choor jaon ga

Jazbey

Sunday, September 11th, 2011

Jazbey jo dil se ubhar kar harfoon main dhaltey hain To mohabbat ki zubaan ban jatey hain Lekin kabhi kabhi yehi jazbey Zest ki meheeb dewaroon se takra kar khudhi Apni hi rouh k atishkadey main jal uthtey hain Aur phir waqt ka marham ahista ahista in zakhmoon ko mandeel kar deta hay

Sad Shayari In Urdu

Friday, September 9th, 2011

Mai’n kyon na tarak-e-taluq ke ibtadaa karta Wo door dais ka baasi tha kaya wafa karta..! Wo mairay zabat ka andaaza kernay aaya tha, Mai’n hans kay zakham na kahtaa tau aur kaya karta..! Hazaar aaina khaano mai’n bhi paa na sakka, Wo aaina jo mujhe khud se aashanaa karta..! Dar-e-qafass pay qayamat ka habass [...]

Urdu Sad Shayari

Thursday, September 8th, 2011

Main k alfaz ko Rangoon k haseen peraey main Dhalne wala Harfoon se ham waqt kheelne wala Takhleek ki sansoon ko Rangeen sarapoon main ujalne Aur samone wala Khud ko jumloon ki har baze main Haruf se mazmoon karne wala

Eid Ka Chand Jab Aaye Nazar

Wednesday, August 31st, 2011

Eid ka chand jab nazar aye.. Duaa sabhi ye kar lenaa… Saal achcha ho sabhi ke liye Gale har dukhi se mille naa Khushi or pyaar sab ko dena tum

Apne Aap Se

Sunday, August 28th, 2011

Jab apne aap se kat k jeeya houn jaan_e_”Freed” Toh phir main tujh se tahlouk bahaal kiya karta Jise badan ki naheen pyaar ki zarorat thi Woh badnaseeb terey khad_o_ khaal kiya karta…? From:- Saba Sagar

Urdu Ghazal In Hindi

Saturday, August 27th, 2011

Aey mouj_e_karam muj ko phir soey huram ley chal Dard gham_e_farqat se aankheen hueen nam ley chal Har lahz rahti hay rahmat ki ghata jis par Bahta hay jahan har dam darya_e_nahum ley chal Ek sagar_e_shaken phir zam zam se bhar doon ja kar Kab tak main piye jaoun talkhiyan_e_gham ley chal Us khaak k [...]

Yeh teri Kaynaat

Saturday, August 27th, 2011

Koi shey thari naheen ek muqaam par Yeh teri kaynaat k kiya silsaley se hain Jachta naheen nazar main koi ab terey bagair Janey terey piyar k yeh kiya raabtey se hain Main to terey khayal k mehbs main band houn Lekin hawaey shoq k kuch zawiye se hain Dayem rahey gi yaad teri kaynaat [...]

Ataa Kar TUE

Friday, August 19th, 2011

Ataa kar TUE shan_e_rahimi ka sadqa, Dela de ELAHI karimi ka sadqa..! Jo muflis hain unheen TUE dolat ata kar, Jo bimar hain unheen sehat ata kar..! ELAHI hameen shado saroor rakhna, Balaoon se ham ko sada dour rakhna..! Huwa hay na majoos TERA sawali,

Kash Aisa Ho Jaye

Friday, August 19th, 2011

Koi pyaar aur khalos us waqt tak Mukamal naheen ho sakta Jab tak us ki bunyad ahtmaad par na ho Aisa mehsos hota hay………..k Ahtmaad ki faza ahista ahista dam toor rahi hay Aur be yakini ki aandhiyan chal pari hain In aandhiyon ki gard se Aankheen chuban se band ho rahi hain Be yakinii [...]