Barsaat Ka Pehla Paani Shayari
Saturday, June 15th, 2013Kisne bheege hue baalon se ye jhatkaa pani, Jhoom ke aayi ghata toot ke barasa pani. Koi matawali ghata peeke jawani ki umang, Dil baha le gaya barsat ka pehala pani..i.t. From:- Indresh Tiwari






