Archive for the 'Hindi Shayari' Category

Shayaris of the Day

Thursday, June 13th, 2013

Aaj Kuch Waqt Ke Liye Paas Mere Kaash Tum Aajao, Bahut Tanha Hun Main Aaj, Kash Tum Aajao.. Kabhi Khud Ko Itna Kamzoor Na Hone Diya Maine, Par Aaj Bikhar Gaya Hoon itna, Mujhe Apni Bahon me samaa Lo…!!!! “_” Pyar chupta nahi aankhein chupaane se, Dil rukta nahi kisi ke samjhane se.. Ruk jaati [...]

Hindi Sms Shayaris

Friday, May 10th, 2013

Kaho usi se Jo na Kahe kisi se, Mango usi se Jo de de khusi se.. Chaho use Jo tumhe mile kismat se, Pyar karo usi se Jo nibhaye dil se…!! ” Gunah karke saza se darte hain, Zehar pee ke dawa se darte hain.. Dushmano ke sitam ka khouf nahi, Ham toh doston ki [...]

Sad Shayari

Monday, May 6th, 2013

Hamein mohabbat mili na pyar mila, Hum ko jo bhi mila bewafa yar mila… Apni to ban gayi tamasha zindagi, Har koi apne maqshad ka talab-gar mila…!!! ” Dard seene me chupa hai dikhaya nahi jayega, Mere gam ka kissa sunaya nahi jayega, Ji bhar ke dekh lena chehre ko, Baar baar kafan hataya nahi [...]

Mera Katil Shayari

Monday, April 8th, 2013

Katal Hua Humara Is Tarah Kishto Me, Kabhi Khanjar Badal Gaye To Kabhi Katil Badal Gaye. Aaye Jab Nyaydata Hume Nyay Dilane, Dekh Kar Chand Kagaj Ke Tukde To Wo Bhi Mukar Gaye…….”Raj”

Some Serious Shayari

Monday, April 1st, 2013

Dil Lagane Se Pehle Iski Saza Jan Lo Yaaron, Bhari Mehfil Mein Ye Dil Torr Diya Jata Hai.. Dard Bann Jati Hai Phir Yaad Us Hassena Ki, Jiski Chahat Mein Ye Dil Deewana Hota Hai… ” Na Phool Mangun Na Bahar Mangun, Main To Sirf Tera Pyar Mangun..

Maa Shayari in Hindi Font

Saturday, February 23rd, 2013

वो कच्चे घड़े बनाती है वो सच्चे घड़े बनाती है , धरती माँ की मिटटी को सहेजकर वो अच्छे घड़े बनाती है अपने कोमल हाथो से देती है नित-रूप नया प्यार, उमंग, और त्याग से देती है हम सब को मया संस्कार और संस्कृति से करवाती है वो मेल हमें जीवन के सारे रहस्यों से [...]

Bhagwan Ek Hai Shayari in Hindi

Friday, February 22nd, 2013

काश मूर्तियों से बना कोई भगवान न होता , सिर्फ तुम में सब , सब में हम होते न कोई हिन्दू होता न कोई मुसलमान होता काश मूर्तियों से बना कोई भगवान न होता ना अल्लाह ना राम, ना जिसेस ना सतनाम इंसानियत बस इंसानियत ही तेरा मेरा सबका ईमान होता काश मूर्तियों से बना [...]

26 January Republic Day Shayari

Wednesday, January 9th, 2013

Nahi sirf Jshn Manana, Nahi sirf Jhande Lehrana, Yeh Kaafi nahi hai watanparasti, Yadon ko nahi bhulana, Jo Qurbaan hue, Unke lafzon ko aage badhana, Khuda ke liye nahi .. Zindagi Watan k liye Nibhana.. Jai Hindi. Jai Bharat. Happy Republic Day

Tu Zinda Rahegi (Ek Pyari Ladki)

Monday, December 31st, 2012

Suno pyari ladki Teri siskiyon ke sath siske hain sab, Tu jo gayi hai bilakthe hain sab tu so gayi hame jaga kar Suno pyari Ladki Tera ye gam hamesha yaad rahega

Kab Milega Insaaf Shayari

Sunday, December 30th, 2012

In Aankho Ke Aansu Bhi Sukh Jayenge Ek Din, Ye Logo Ki Chikhe Bhi Ruk Jayengi Ek Din… Bhula Denge Jald Hi Aap Sab Jo Bhi Hua Tha, Fir Kisi Abla Aabru Bhar-E-Bazar Lut Jayegi Ik Din… Ladki Ko Janam Dene Se Shayad Isi Liye Darte Hai Log, Yahi Haal Raha To Aurat Ka Naam-O-Nishan [...]